Airtel payment bank mei account khulna shuru jane kaise
HELLO EVERYONE ! Aap sabhi ka Saddam technical mei swagat h . Iss lekh mei hum aapko btaiyege ki Airtel payment bank mei account kaise bnaye , iss baare mei detail janege . Aap Airtel payment bank mei aasani se account khol skte h . yha kuch tarike h jisse aapko bahut help hoga account ko kholne mei aaiye iss baare mei jante h
ONLINE ;
- Aap apne mobile mei AIRTEL THANKS app ko install kre ye app APPLE or ANDROID device pr supported h
- App ko install krne ke baad app ko open krke app ke niche PAY TAB ka option pr click kre
- Next mei aapko app ke PAYMENT SETTING mei click kre
- Yha aap AIRTEL PAYMENT BANK dekh skte h
- Next step mei link button pr click kre
- click krte hi 1 new screen open hogi
- usmei aapko apna name , phone no. , or Id proof bhi dena hoga
- is tarah se online mei AIRTEL PAYMENT BANK account open ho jayega
OFFLINE
* Agar aap app ka use nhi krna chahte h to apne kisi pas ke AIRTEL PAYMENT BANK mei jaakr open krwa skte h
* iske liye aapko apna personal ID or other document le aane hoge
AIRTEL PAYMENT BANK kholne ke benifits ;
aap apne airtel payment bank ko online or offline dono se hi use kr skte h