Paytm account bnana sikhe

Paytm account bnana sikhe

HELLO EVERYONE ! Aap sabhi ka Saddam technical mei swagat h . hum aapko iss lekh mei hum aapko btaiyege ki paytm app se paytm account kaise bnaye . kya aap bhi cash ka istemaal krte krte thak gye h or ab aap online transaction kre se judi jaankari dhundh rhe h ? agr haa , to aap  sahi jagah h , aaj hum aapko iss post ki madad se btaiyege paytm ID kaise bnaye .

Aaj ke wqt mei aapko Mobile recharge krna ho , Taxi book krna ho , Movie ki tickets book krni ho ya kisi bhi tarah ka payment krna ho har jagah aap payment ka istemaal bdi aasani se kr skte h , agr aap bhi paytm istemal krne se judi jaankari dhundh rhe h to aap sahi jagah h . to chaliye shuru krte h  Article patym pr account kaise bnaye Or Paytm se UPI payment kaise kre ke baare mei pdhne se .

Aapko paytm bnane ke liye hmne jo kuch steps niche btaye h usse follow krna hoga . Aaiye iss baare mei jaante h ;

  • sbse phle aapne apne smart phone mei PAYTM app install kr le . iske baad paytm app ko open kre .
  • iske baad aapko yha pr aapke an se registered mobile number se ID bnani hogi .
  • iske baad jb aap paytm app ko open krege to aapkoo FIRST ROW mei PAYTM UPI  naam ka ek feature dehne ko mil jata h
  • Agr aapki paytm app mei yeh ICON SHOW nhi ho rha h to aapko aapka paytm app update krna hoga .
  • iske baad payment UPI option pr click kre .
  • iske baad aapko saamne LINK YOURS BANK ACCOUNT WITHH PAYTM UPI ka page open ho jata h .
  • yha pr aapko apni bank details deni hoti h or bank se registered mobile number ka OTP verification krna hota h .

Dhyan rkhe yeh OTP tbhi verify hoga jb aapke dwara istemaal kiya jaane wle SIM aapke bank se registered hoga , iske sath hi yeh SIM recharge bhi honi chahiye .

  • jaise hi aapka bak account yha pr register ho jata h sspki UPI ID automatically ban jati h . aam tor pr aapki ID aapko mobile number se bnti h .
  • yeh ID dekhne mei kuch iss tarah se dikhti h ; 812xxxxxxx@paytm .
  • iske baad aapko Credit / Debit card ke last 5 digit ko dena hota h
  • iske baad appko paytm krne ke UNIQUE PIN SET krna hota h , dhyan rkhe ki yeh PIN har ONLINE MONEY TRANSFER krne wali app mei same hoti h .
  • iss pin ka register sirf 1 baar krna hota h . alg alg app mei aapko iska baar baar register krne ki koi jrurat h .

iske baad CONGRATULATION ! aapki PAYTM UPI ID succesfully ban gyi h, ab aap iss ID ki help se kisi ko bhi paise bhej skte h YA kisi se bhi paise receive kr skte h .

Or bhi aise informatio ke Saddam technical  ke website pr search kr skte h .

THANKS FOR WATCHING ;

paytm account bnana sikhe

Leave a Comment