Phone pay mei wallet se bank mei paise kaise transfer kre
HELLO EVERYONE ! Aap sabhi ka Saddam technical mei swagat h . Hum aapko iss article mei btaiyege ki phone pay mei wallet se bank mei paise transfer kaise kre .
Kisi bank account mei paise kis Tarah bheje jaa skte h ?
Kisi bank account mei paise bhejene ke liye hmne aapko kuch niche steps btaye h aap unhe last tk jrur padhe or follow bhi kriye ;
1. Phone pay ki home screen pr TRANSFER MONEY kre section ke andr TO BANK /UPI ID / Bank ya UPI ID pr tap kre .
2. Fir aapko + ke icon pr tap kre.
3. Fir aapko apna bank ko choose krna h . Ab search bar pr search krke apne bank ko dhundhe .
4. Fir aapko apna account number, IFSC , name of account holder , phone number or 3nd name bhi de .
5. Fir aapko Confirm ke option pr click krna h .
6. Fir aapko apna amount likhna h jo aap bhejna chahte ho or SEND pr tab kre .
7. Fir aapko payment pura krne ke liye UPI pin dena hoga .
IMPORTANT INFORMATION: ydi aapne phone pay pr kisi international number se registered kiya h to aap NRE / NRO account mei only indian bank account or NRE/NRO account mei paisa kaise transfer kre .
THANKS FOR WATCHING