EMI card ko unblock kaise kre
HELLO EVERYONE ! Aap sabhi ka Saddam technical mei swagat h . Iss lekh hum aapko btaiyege ki Emi card agr block ho gya h to unblock kaise kre . Ismei ke bhutt saare tarika internet pr mojood h , unmei se 1 tarika ye bhi h . aaiye iss baare mei jaante h .
Agr aapke pass hi Bajaj Finserv ka EMI card tha or wo ab block ho gya h to aaj iss article mei hum aapko yeh btaiyege ki aap apne Bajaj Finserv EMI card ko unblock kaise kr skte h . jiske liye aapko iss article ko pura pdhna hoga qki ismei hmne saari information pure define ke sath btai h .
Bajaj EMI card ko unblock krne ke liye hmne niche kuch steps diye h usse aapko follow krna hoga ‘
- sbse phle aapko apne phone mei iss app Bajaj EMI app ko install krna hoga
- fir aapko apne phone mei open krna hoga uss app ko open krne ke liye kuch important chiz ko maangta h jise aapkko dena h jaise ki USER ID password etc .
- fir aapko isse login krna hoga
- fir app open ho jayega or EMI ke option pr click kre
- fir EMI NETWORK CARD ka page open ho jayega
- fir aapko btaya jayega ki aapka card block q kiya gya tha
- fir aapko 5- 6 din ka wait krna hoga , fir bhi aapka card unblock nhi hua h to jaha se aapne card ko banwaya tha waha jana hoga or unhe btana hoga ki aapka card block ho gya h
- fir wo aapko btaiyege ki kaise card unblock hoga
hmme ummid h ki uper diye gye steps aapko smjh aaye hoge ydi aapko yeh article behad pasand aaya h to aap apne freinds ke sath jrur share kre or ydi kisi tarah ki dikkat h to hmme comment krke jrur btaiye
THANKS FOR WATCHING