GOOGLE PAY MEI ACCOUNT KAISE BNATE H

Googke pay kya h or google pay mei account kaise bnate h

HELLO EVERYONE ! Aap sabhi ka Saddam technical mei swagat h . hum aapko iss article mei btaiyege ki Google pay mei account kaise bnaye to chaliye iss baare mei jaante h .

GOOGLE PAY KYA H [ Isse kaise use kre ]

Apne mobile device pr Google pay ka use krke aap india mei kahi bhi reh kr apne freinds Or family members ko paise transfer kr skte h . iske liye aapke pas Internet connection , kisi bhi Indian bank mei account , or Indian mobile number hona jruri h . home screen pr , quick acction bar ki help se kisi bhi QR code ko sidhe scan kr skte h .

Google pay mei account kaise bnaye

GGoogle pay mei account bnane ke liye aapko kuch steps follow krna hoga jo humne niche diye hue h aaiye dekhte h ;

  • sbse phle aapko apne phone mei GOOGLE PAY appĀ  ko install krna hoga
  • fir aapko app ko open kra hoga
  • fir aapko mobile number se register krna hoga
  • fir aapko E-mail ko OTP ke jriye verify krna hoga
  • fir aapko apna bank details ko dena hoga
  • Fir aapka new account ban jayega

Agr aapko ismei kuch or bhi puchna h to comment kr skte h hum aapko wo bhi bta dege

Or bhi isse related information janne ke liye aapko Saddam technical mei search kr skte h

THAMKS FOR WATCHING GOOGLE PAY MEI ACCOUNT KAISE BNATE H

Leave a Comment